quotes

LAA ILAAHA ILLALLAH MUHAMMADUR RASOOL ALLAH THERE IS NO GOD BUT ALLAH,MUHAMMAD IS HIS BELOVED PROPHET .

Sunday, 27 March 2016

MUHABBAT KA POWERFULL AMAL

MAINE BAHUT SAARE AMLIAT HUB KE WASTE APNI BLOG PAR PESH KIYA HE,AUR SARE AMALIAT KI IJAZAT AAM HE,KOI BHI KARSAKTE HAIYAHA EK BARAHI TAQATWAR,ASARDAR AUR UMAR BHAR TAK QAYEM RAHE EK AISA AMALE MUHABBAT PESH KARRAHA HU.EK AAM INSAN KE LIYE ISSE TAQATWAR KOI AUR WAIZFA NAHI HOSAKTI HUB KE WASTE.
URUJ MAAH(1st thurdsday) ME JUMMA YA JUMME KE DIN SE YE AMAL SURU KARE.
AWWAL AKHIR 11 MARTABA DURUD SHARIF PADHE.PAHLE NORMALLY 60 MARTABA SURAH FATIHA PARHE,FIR EK KHAS TARIKE SE 40 MARTABA SURA FATEHA PARHE.TOTAL 100 MARTABA SURAH FATIHA PARHNI HOGI.KHAS TARIKA YE HE KE,”IYYAKA NABUDU WAIYYAKA NASTAEEN”
PAR PHAOCHAY TO AAYAT KI TAKRAAR 40 BAR KARE.AUR ISI TARAH 40 BAR PADHE.
AB 4 RAKAT NAMAZ QAZAYE HAJAT KI NIYAT SE PADHE.PEHLI RAK’AT ME SURAH FATIHA K BAD 50 BAR SURAH IKHLAS AUR DUSRI ME  “LA HAWLA WALA QUWWATA ILLA BILLAHIL ALIYYIL AZIM “
50 BAR TISRI ME  “ASTAGFIRULLAHA RABBI MIN KULLI ZANMBIVA WAATUBO ILAIHI.”50 BAR AUR CHAUTHI ME KOI BHI DUROOD E PAK 50 BAR PADHE. SALAM K  BAAD ALLAH SE DUA MANGE.

AMAL KI MUDDAT 11 DIN HAIN AGAR IS 11 DIN ME KAAM NA HO TO MAZEED 11 DIN KARLE.INSHALLAH AISE 3 CHILLAY KARNE SE ZAROOR AAPKA MAQSAD HASIL HO JAYEGA. 

 LOVE k liye power full  wazifa






2 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. ASSALAMU ALAIKUM WA RAHMATULLAH,
    MERA NAAM AHMED YOUSUF SABER HAI...AGAR AAP KA IJAJAT HAI TO MAIN AAP SE YEH SIKHNA CAHTA HOON...
    MUJHE SIRF YEH JANNA HAI KE...
    ...FIR EK KHAS TARIKE SE 40 MARTABA SURA FATEHA PARHE.TOTAL 100 MARTABA SURAH FATIHA PARHNI HOGI.KHAS TARIKA YE HE KE,”IYYAKA NABUDU WAIYYAKA NASTAEEN”
    PAR PHAOCHAY TO AAYAT KI TAKRAAR 40 BAR KARE.AUR ISI TARAH 40 BAR PADHE.....
    ”IYYAKA NABUDU WAIYYAKA NASTAEEN” 40 BAR PADHNE KI BAD IHDINAS SIRATAAL MUSTAKIM AUR BAKI AYAT PADHKE COMPLETE KARNI HAI??

    AUR,
    1)URUJ MAAH
    2)ZAWAAL MAAH.....KYA HAI...

    ReplyDelete